Love Psychology Facts in Hindi

Love Psychology Facts in Hindi

Love Psychology Facts in Hindi

Pyar aor pyar se judi feeling duniya ki strong forces mai aik hai aor ager aap ne iss force ko experience kiya hai tou aap ko pata hoga pyaar k saath kitni khusya, masti aor mushkile aati hai. Par iss k bawajood b zyada ter logo k liye sirf pyar barey relationships hee unn ki life ko meaning dete hai. So, aaj hum baat karenge pyaar k aise kuch Love Psychology Facts in Hindi ke jo aapko chouka kar rakh denge. 

Love Psychology Facts in Hindi

1st point Love Psychology Facts in Hindi ka: Aik ladka aor ladki kabi dost nhi bann sakte haa ye fact itna controversial hone k bawajood sach hai. Evolutionary psychology k hisaab se ager hum opposite sex k kissi member se sexually attracted nhi hai tou chances hai hamara dimaag unhey aisa samajne lagega jaise wo hamare same sex k hee hou. Jaise aik ladki aik ladke ko bole ki wo bas uss ki friend bann kar rehna chahti hai tou uss message ka matlab hoga mujy tou mere saheliyo k tarah lagta hai aor mai tere saath mere genes share nhi karna chahti aor similarly aik ladka kissi ladki se attracted nhi hota tou wo usse subconsciously male friend ki tarah treat karta hai.

2nd point Love Psychology Facts in Hindi ka: Har 5 mai se 2 females ko "Anuptaphobia" hota hai yani iss baat ka darr ki ya tou unn ki kabi shadi nhi hogi ya phir wo galt insaan se shadi karlenge aor unn mai iss darr ka reason hosakhta hai bachpan mai aik couple ko ladte hue daikhna aik reliable partner na doondpana ya phir rejected mehsoos karna.

3rd point Love Psychology Facts in Hindi ka: Jab b aap aik romantic relationship ko secret rakte hou tab dono partners ke ander Romantic feelings badne lagti hai. Aisa relationship aap k excitement levels ko kafi lambe time tak high level par mentain kar k rakhta hai jis se aap apni happiness apne partner k saath secretly share kar sakhte hou aor iss se breakup hone k chances kam rehtey hai.

4th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Aik male k liye dosre sex ko attract karne k chances bad jate hai ager wo blue color pehanta hai kueki ye color stability, reliability, calmness, confidence aor loyality ko indicate karta hai

5th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Pyaar mai andha hona aor apne partner k negative traits ko ignore karne ka aik acha scientific reason hai yani even though aik imsaan aapki har box ko tick nhi karta aor aap ne jis insaan ko apna partner imagine kara tha wo aap k actual partner se bilkul alag hou tab b aap iss imperfect insaan k pyaar mai pagal hojate hou aor ye iss liye hota hai taki aap apni unrealistic expectations ko chod kar actual mating ya phir apni species ka survival per focus karsakho

6th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Jab b hum bimar hote hai ya phir hame chott lagti hai tab hume unn logo k saath time spend karna chahiye jo hume pyaar karte hai kueki aik positive emotional connection hamare ander aise chamicals ko trigger karta hai jo pain killer ki tarah kaam kar k hamare heeling ki speed increase karta hai.

7th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Kya app jante hou males aor females dono alag tarah se baithne per dono emotionally connected feel kart hai. Femalea dosre insaan se zyaada connected feel karti hai jab wo unn se face to face baat karti hai. Par males aik dosre k side mai baith kar emotionally connection banate hai ye iss liye hota hai kueki ye hazaaro salo se family ko bachane ki duty males ki rahi hai aor tabhi eo aamne samne baithne k bajaye side to side baithna prefer karte hai taki wo apni surrounding par nazar rakh paye aor kissi b khatre k liye pehley se apne aap ko tayar kar paye.

8th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Sab se successful relationships wo hote hai   jin mai dono partners k beliefs aor values dosre k similar hoti hai however ager aap ka partner aap ka kafi similar hai ya phir poora opposite hai tab aapko aapke relationship mai kafi problems daikhne ko milti hai

9th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Zyada tar logo ko ye nhi samj aata ki ladkiyo ko apne partner mai paisa aor power pasand aati hai ya phir wo bas unn k nature ko pasand karti hai well evolutionary psychology batati hai ki ladkiya zyaada tar cases mai unn logo ko prefer karti hai. Jin ka social status unn se zyaada hou kueki aisa kar k unn ko iss baat ka surety mil jati hai  ki ye insaan uss k bacho aor uss ko resources de paye ga aor unhe aik safe jagah per rakh paye ga yani gold digging actually evolution ka result hai.

10th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Pyaar aik aise feeling hai jissey transfer kiya jasakhta hai. Ager hum dosro ko care compassion aor empathy dikhate hai tou iss se unn k ander b ye feelings jagne lagti hai aor tabi sab se prominant leaders jaise dalailama ya phir nelson mandela laakho insaano ko aik acha insaan banne k liye inspire karta hai.

11th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Jo log apne aap ko zyaada value karte hai aor apne respect karte hai unn logo ke relationships zyada successful rehtey hai  bajaye unn k jin mai apni respect yani self-esteem kam hoti hai aor ye obvious hona chahiye kueki ager aap khud ko hee pyaar nhi karsakhte tou aap kissi dosre insaan ko kaise expect kar sakte hou ki wo aap ko pyaar de.

12th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Pyaar Passion aor physical attraction se alag hota hai kueki although physical attraction hamare pyaar karne ka aik kafi bada aor zaroori hissa hota hai per emotional pyaar iss se alag hota hai aor tabi one night stand ya alcohol ki influence mai hookups kabhi b long term relationships mai convert nhi hote hai.

13th point Love Psychology Facts in Hindi ka: Aik 75 years lambi study mai pata chala ki aik insaan ki health, happiness aor fulfilment sirf aik factor k arround goomti hai jo hai pyaar ya relationships ye factor hamari life mai career, success ya paisa sab zyaada Important hai aor yahi hamari laife ki sab se badi teaching hai.

Ager aapko ye Love Psychology Facts in Hindi article pasand aaya tou please iss site ko apne dosto se share karo taaki wo b Love Psychology Facts in Hindi ka gyaan seekhen.

Thank you for visiting Love Psychology Facts in Hindi article.

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !